Saturday, 12 November 2016

Hindu Holy Scripter's

NA TASYA PARTIMA ASTI
Uska koi shakal nahi hai [yajur ved 32:3]
Uska koi jism nahi woh Saaf hai zakhm nahi hai Naas Woh Saaf hai shaitaan suraakh nahi krr Sakta door Ki dekhne wala Danish mand woh khud mey Wakey hukum karne wala hai jaise Mazuniyat talab krne wala Ho Akhirat Tak [Yajurved 40:8]
Woh log Andhere mey jaa Chooke joh qudrati cheezon koh pooj Tey hai aag Hawa mitti paani yaa idol [yajur ved 40:9]
Ley chalo game achi raah Pey aur mita Do Gunaho Koh Humey Joh Gumrah Banata hai or bey maksad phirta hai [yajurved 40:10]
Dev Mahi Osi "Khuda Haqeeqat Mey Bada Hai" [Athar Ved 20:58:3]
Haqeeat mey woh bada fnn wala hai woh bada sachha hai asal mey woh bada Tareef wala hai ay Khuda [Athar ved Samthi vol-2 villiam dmight whitne pg910]
Pukaro Ek Ek Khuda KO bohot se naamo sey [Rig ved 1:164:46]
Rig ved mey 2:1:3 Joh Vishnu Hai uska matlab madadgar bataya Gaya hai Jiski arabi mey Rabb Kha Jata hai.
Ay logo Kisi Ki ibadat na Karo siwa uske joh Ek yaktah hai [rig ved 8:1:1]
Sikh Ka Matlab Shahdird hai, qayde Pey chalne wala
sent By Sam Christ (SAH) And Joseph Christ (AAM)